What is the Spirit?
The word spirit can sometimes refer to a spiritual being, but it can also mean something eternal and unchanging. In the Bible, the Spirit refers to the Word of God. God’s Word does not change. Life in the Kingdom of Heaven has no death and no end; it is eternal. Therefore, the Word of God is also eternal.
The Word of God is eternal. God’s love for us is also unchanging—today, and forever. God’s love does not change with time or circumstances.
The love of this world often ends. Relationships can be broken, and love can grow cold over time. But God is a God who patiently waits for us to the very end. To prove His love, He sent His only Son, Jesus Christ, into this world, and He loved us even to the point of death on the cross.
This is eternal love. This is spiritual love. That is why the Word of God is Spirit—because the Word of God is eternal and unchanging truth.
In contrast, the representative place of the flesh is hell. Hell is a place of blame, regret, conflict, and fighting. It is a place where people say, “It’s your fault. Because of you, I am here.” The flesh has the nature of resentment, conflict, and sin.
But Heaven is an eternal world and the realm of the Spirit. The spiritual realm is a place filled with love, help, understanding, and gratitude. It is a realm of truth. Therefore, the Spirit is goodness, love, and truth.




Praise the Lord everyone
Maine is Sandesh ko padha to Parmeshwar ke Prem Ko Samjha
Parmeshwar Ne Hame bachane ke liye Prabhu yishu Masih ko bheja is Prithvi par Taki Hum narak Mein jaane se bache
aur is Sandesh Ko padhakar Maine Swarg ke Rajya ko jana
Swarg ke Rajya Mein Kabhi Mrityu Nahin Hai
Aur Main chahti hun jahan mere Pita Rehte Hain vaha main rahun
Amen……
🌸🌼🌼🌸
Hello everyone,
परमेश्वर का वचन हमेशा रहने वाला है, जो कभी बदलता नहीं है ।
और परमेश्वर का प्रेम भी अटल है जो कभी भी नहीं बदलता
अक्सर हम देखते है की लोगो का रिश्ता टूट जाता है समय के साथ इंसान का प्यार कम हो जाता है लेकीन परमेश्वर एक ऐसा परमेश्वर है जिसका प्यार अनंत है जो ना तो कभी खत्म हुआ है और ना ही होगा
मेरे परमपिता परमेश्वर अपने प्रेम को सिद्ध करने के लिए अपने एकलौते पुत्र प्रभु (यीशु मसीह) को इस दुनिया में भेजे और उन्होंने क्रूस पर अपना प्राण त्याग दिए 🥹 यह अत्मिक प्रेम है जो कभी बदल नहीं सकता ।
आमीन 🙏
Ye sach hai, humare permeshwar ka vachan Satya hai aur permeshwar ka prem bhi bhi jo kabhi bhi nhi badalta hai chahe kaisi bhi paristhti kyun na ho humare pita humse Sacha prem krte hai, qki permeshwar ne hum papiyon ke liye humare prabhu yeshu Masih ko kurban kar dia taaki hum Swarg me ja sake aur Anant jeevan jeevan sake jahan par na koi dukh hai aur na koi beemari hai, lekin is duniya me koi kisi se saccha prem nhi karta hai aksar rishte tut jate hai, lekin humare permeshwar ka prem kabhi nhi badlta hai, isliye hume is sansaar ki cheejo ko pane ka eccha nhi rakhna chahiye, qki jo papa me pad jate hai Aksar unko narak ki peeda ka samna Krna padta hai,, isliye hume permeshwar ke vachano ko sunna hai aur unka palan Krna hai taaki hum narak us aag se bach sake aur Swarg ke warish hone paaye.. Amen 🙏❤️,,, thank you lord apke sacche prem ke liye jo apne mujhse kia..aur mujhe swarg ka warish banaya,,❤️❤️
Bahut sundar msg pastor ji.. Dhanyawad apka..🙏🏻..pita permeshwar hamre liye ant tk dharya rakhne ke liye apka dhanyawad hm log badal jayenge..🙏🏻♥️
Ha hme bhi is sandesh k dwara sachcha prem Krna hai atmaao k liye jaise hmare pita parmeshwar ne hmse prem kiya hme bhi siddh prem atmaao k liye Krna hai is sandesh k dwara hum bhi atmaao se bebadal hirday se prem kare
sabhiko jay masih ki es vachan se maine sikha ki atma arth hai tatparya satya parmeshwar ka vachan jo kabhi nhi badalta.hamare jiwan me pareshani aaye tobhi parmeshwar ka prem nhi badalta wo hamse prem karta hai .vachan hamara jiwan hai jo hame badal nekeliye madat karta hai vachanke dwara ham paapoko rok dete hai or achha jiwan jite hai taki hame swarg me pratifal mil sakhe . parmeshwar ka vachan atma hai jo hamse baate karta hai .vachan hi parmeshwar or parmeshwar hi vachan hai .vachan ke dwara hi parmeshwar ne saare bramhand ko racha wo ek swayam hi parmeshwar hai unko kisine bhi nhi racha .sharir ki vasana .aakhoki abhilasha me agar ham man lagaye to ye prem badalta hai . reshtedaroko ka prem duniya ka prem hame jiwan nhi deta badalta hai . esiliye pitaparmeshrne apne putr prabhu ko diya hamare liye taki ham uddhar paaye nark me janese bachyaya hai yeshu masih ka prem kabhi nhi badalta Amen ❤️
God’s love for us is unchangeable and the bible that the spirit refers to the word of God n God’s word doesn’t change, our live can be change but God Waits for us with love and patience & this is eternal love. To prove his love he sent his son (Jesus Christ) on this earth and he bled his blood on the cross and he proved the love of our God..💕