मैरी क्रिसमस

Christmas Post

हमारे लिए एक उद्धारकर्ता का जन्म हुआ है।
इस प्रेम और आशा से भरे संदेश को आपके साथ साझा करने के लिए मैंने यह छोटा-सा क्रिसमस कार्ड तैयार किया है।
प्रार्थना है कि यह क्रिसमस आपके हृदय में शांति और आपके जीवन में आनंद लेकर आए।

Leave a Comment

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.

3 thoughts on “मैरी क्रिसमस”

  1. Bharti Gedam

    maine abhi aakash ki or dekha to chand bahot hi sundar dikhai diya or badal red red dikhai diye mai khush or aanadit hui kyoki ye chamtkar dikhya prabhune mujhe kyoki kal critsam hai esiliye.badme mere bachhe ne fhoto nikala chand or red badaloka to badme badal white dikhai diye .or 23 tarikh ki raat jab mai soyi or subha 4.30 baje mai utti prathna ki or firse so gai 6 baje fir 6.30 baje uthi to maine sapno me pastr Geidon kim dekha or sochne lagi ki ye kya sanket hai prabhuka badme 6.30 ki sabha me jud gai .badme dopehar ko maine aakash or dekhakar sabhike liye prathna ki Pastr soojin lee.pasr Geidon kim.or Suraj brother.jon brother.nyancy sister.puza sister or parol sister g or sabhi G C N TV ke sadasyo ke liye or group me jude sabhi vishwasiyoke liye or mere pariwar ke liye hamare bastike logoke liye .badme mai bible hath me li mujhe prabhune vachan diya Yuhanna 17 : 21 jaisa tu he pita mujhme hai .or mai tuzme hu .vaise hi ve bhi hamame ho.esiliye ki jagat pratiti kare ki tu hi ne mujhe bheja .ye vachan jab maine pada to maine pavitr atma ki awaj ko suna or pavitr atmane mujhe samajhaya ki pasrji ke dwara sapnome prabhuki upasthiti thi mereliye ashirwad hai wo Amen ❤️

  2. Pastr soojin lee or G C N TV ke sabhi sadyasyko MERRY CRISTMAS .🎁🎁🎁🎁🎄🎄🎄🎄🎄kal 25 dismber hai hamare prem se bhare udhharkarta ka janm hai.ham sabhi masih log apne apne gharome udharkrta ka janm din us balidan ko yaad karte huye khushi or aanand ke sath manaye .achhese gharko jajaye or ek sundar vraday ke sath stuti gaye arpan kare cack katkar janm din manye prabhu ham sabhiko ashish denge Amen 🙏❤️🌹

  3. Merry Christmas pastor ji aur sbhi logo ko 🙏🏻ye jo din hai hamare liye khushiyo se bhara din hai aj aj ke din hamara prabhu apni dwrgiy mahima ko chod hamre liye janma hamare papo ko chudane ke liye ❤️ jo ham sab papi the yek manusy ke dwara pap aya to dusri trf manusy rup prbhu janma hamare pap ko chudane ke liye jo adam ke vansaj papi the aj ke din ham apne hirdy ko ek sunadr hidry me badl dena hai dhanyawad pastor ji ap ka 🙏🏻❤️🌈✨